Asalam u alikum 

Sejal ali funny video of qarantina peoples.



Sejal ali ki qarantina main rehne wale logon ke lia mazahiya video.

Sejal ali ne qarantina main rehne wale logo ke hawale se mazahiya video share kar di
Jis main ek bacha porane dino ko yaad karte hua udaas dekhai de raha hai
Jab wo apne dosto ke sath bahar khana kahte hua lutf andoz hua karta tha.

Sejal ne video share karte hua caption diya ke aj kal hum sab ka yahin haal hai
Wo kiya din the jab sehri bahar se hoti thi
Iftari ke bad eid ki shoping ki jati thi.

Hum Allah se dua mangte hain ke wo din lout ayen.