Asalam u alikum

Prime minister of pakistan instructions of decision in railway tanzeem nu.



Wazir e azam ki hidayat par pakistan railway tanzeemo nu ka faisla high level par bhartian.

Wazir e azam imran khan ki hidayat par pakistan railway tanzeem nu ka faisla kar lia gaya.
Railway hukaam ka kehna hai ke structure tabdeeli ke lia 4 high level perfessional mashir bharti kiye jayen ge.
Mashir railway ki tanzeem nu or policy sazi mai aham kirdar ada kren ge
Mashiron ko 2 saal ki contract ki buniyaad ki jaye gi.
Hukaam ne phir kah ke pakistan ki jadeed taqazon ke mutabiq tanzeem no ko jaye gi.

Yaad rahe pichle saal march main wazir e azam imran khan ki zere sadarat pakistan ki tanzeem nu  se mutaliq ijlas hua tha,
Jis main railway khasaron main kami
Or musafir coaches ki tadaad main izafe se mutaliq brafing de gai thi.