Ayeza khan: main khariat se hun, Ayeza khan ki jahaz hadsa main halakat par khabron ki wazahat.
Pakistani ki mashoor actor ayeza khan ne social media par viral hone wali in afwahon ko mustarid kar diya hai.
Jis main kaha ja raha tha ke PIA hadsa tayaara main sawar thi.
Social media ki mashoor website instagram par pakistani actor ayeza khan ne kaha ke main or mere shohar Danish taimoor apne ghar par hain aur mehfooz hain.
PIA main hone wali khabron ko mustarid karte hua isse jali khabar qarar diya.
0 Comments