Patoki: phatak cross karte hua car train ki zad main a gai.
Patoki phatak cross karte hua car train ki zad main a gai or 4 afrad moqa par janbhaq
Patoki phatak cross karte hua car train se takra gai jis ke natije main 1 khandan ke ke 4 afrad jan se gaye or jan se jane walon main 2 khawateen bhi shamil thi.
Patoki ke qareeb car main sawar family gehlan ja rahi thi ke phatak cross karte hua car khyber mail train ki zad main a gai. Jan se jane wale 2 bhai the or unki bivian bhi thi.
Ek khatoon ko shadeed zakhmi halat main lahore bhaj dia gaya
Police or rescue 1122 ahelkaron moqa par pohonch kar imdaadi karwai ko.
0 Comments