Wazir e alaa sindh k wazir e azam ko khatoot 

Wazir e alaa sindh murad ali shah ne mushtarka mafadaat council ka ijlas bolane or NFC ki tashkeel se mutaliq apni tashvees par mubni 2 alag alag kahtoot wazit e azam ko arsaal kr diye.

Wazir e alaa sindh murad ali shah ne wazir e azam imran khan ko khat main kaha ke NFC award ki tashkeel pat aetrazat ke sath likhe gaye khat ka jawab abhi tak nahien ayaa

Unhon ne kaha hai ke umeed hai ke dasveen qomi maliyaati comission award ki tadhkeel ka nitification wapis le liya gaya ho ga ya wapis le liya jaye ga.

Muraf ali shah ne khat main kaha hai ke ainda zimma dari hai ke hal ralab amwad ke lia mushtarka mafadaat council ka ijlas har 90 roz main bolaya jaye ga 
Iss lia CCI ka 42 ijlas fori tor par bolaya jaye ga