Nawaz sharif par tabsre ka maqsad corona tabahi se tawaja hatana hai, maryam nawaz  logon ki jane sirf corona se nahien balke inki na ahli  or mujirmana ghaflat ki waja ka rahi hain,
Hukumat sand room ke la ilaj marz main mubtala  hai muslim "noon ki naib sadar maryam mawaz" ka tweet.



Pakistan muslim leeg noon ki naib sadar nmaryam nawaz ka kehna hai ke nawaz sharif par tabsron ka maqsad corona ki tabahi se tawaja hatana hai
Maryam nawaz ka kehna hai logon ko jane sirf corona se nahien balke inki na ahli or mujitmana  ghaflat se ja rahi hain hukumat sand room ke la ilaj marz main mubtala hai
Unhon ne micro blogging website tweeter par kaha ke nawaz sharif doctoron ki hidayat par chehel qadmi kr rahe hain

Mian sahab ki chehl qadmi par tabsron ka maqsad asal tabahi se tawaj hatana hai, baten kar ne walon ko agar kam ataa hai to kam kren agar kam krna nahien ataa to kisi se poch len
Unhon ne kaha ke logon ki jane inki na ahli or munrimana ghaflat ki waja se ja rahi hai.

Mojuda hukumat nawaz sharif ke la ilaj marz main mubtala hai.

Maryam mawaz ne tweeter par mehekma sehat punjab ki wazir e alaa punjab ko arsaal karda summary se mutaliq chalne wali khabron ki tasaveer bho share ki.

Jis main hukumat ko corona phelao ki khatarnak sorat e hall se agaah kiya gaya
Wazeh rahe ke mehekma sehat punjab ne faisla saxoon ko khabar daar kiya hai ke mehekma primary health punjab ne 15 may ko wazir e azam punjab usman sahab ko summary arsaal ki thi jis main kaha gaya ke lahore main corona marizin ki tadaad 70 hazar hai jabke lahore ka koi bhi qasba or rehaishi ilaqa corona se mehfooz nahien.

 Random simpling mai maloom hua hai ke lahore ka koi ilaqa corona se mehfooz nahien random simpling lahore ke hot spot, rehayshi  dafatar, or aam jaghon par kam karne walon logon main ki gai
Iss doran smart simpling main 6.1% or simpling main 5.1% cases positive report hua hain
Or kai ilaqon main 14% se bhi ziyada cases report hua hain jis se andaza lagaya ja sakta hai ke lahore main corona virus kafi khatanak had tak phel chuka hai
Summary main tajveez de gai ke punjab main 4 hafton ke lia sakht lock down kiya jaye summary main logon ko sakhti se gharon main rehne ki tajveez bhi ki gai
Summary main   50 saal se ziyada umar afrad ko gharon main qarantina kiya jaye ya phir inko gharon main alehde rakhne ki sifarish ki gai btaya gaya hai ke hukumat punjab ne sakht lock down kar ne ki summary mustarid kar di.