India main pakistan zinda bad ke nare
New delhi Ek Bar FIR Pakistan zindabad ke nare aur Kashmir ko Azad karo ke naron Ne Modi Sarkar ki Nind haram kar de Indian police ne Inteqam Lena Shuru kar diya.
Ghair Mulki khabar san idaron ke mutabik Bhartiya Shahar Bengaluru mein iqleeton se bad tareen salok ke khilaf ahtajaj kiya gaya is dauran mazarin ne Pakistan zindabad ke nare lagaen aur Kashmir Ki Azadi ka bhi mutalba kiya
report ke mutabik naujawanon Ne Azad Kashmir ke play cards utha rakhe the Indian police Ne intaqarm lene ke liye Lathi charge jismein Kai naujawan Zakhmi Ho Gaye
India mein Pakistan zindabad ke nare Lagane Wali Ladki Ka Baap Duzdil nikala
police Walon Ne ladki se a bad saloki Bhi ki Jisne Pakistan zindabad ke nare lagaen is Bajaj Mein Sharif hone wale naujawanon ke khilaf mukadma darj kar liya Gaya
Yad Rahe Pichhle Sal Bengaluru mein Main ahtjaji jalse ke dauran Amulya Liona nami Ladke Ne Pakistan zindabad ke nare Lagae Jis per police Ne use girftar Karke Uske khilaf Bagawat ka mukadma darj Kiya aur kaarvayi ki
isase qabal Bharat mein Modi Sarkar Ke khilaf Pakistan ke Haq Mein Narela chuke hain
1 Comments