Asalam u alikum 

Humaima malik ko melad video share kar ne par kari tanqeed ka samna.




Film star humaima malik ko melad video share kar ne par kari tanqeed ka samna karna par gaya.
Humaima malik ne hall hi main ghar main melad ki video share ki jis mai wo " Main lajpalan de" ue naat sunti hui nazar a rahi hain.


Film star ko is video par kafi tanqeed ka nishana bnate hua sarfeen ne likha ke humaima malik apni  video  jan bojh lar bnwa rahi hain or ye dekhawa kar rahi hain.

Humaima malik ne is video ko jari karte hua kaha "Allah tala ka zikr karne mai jo sakoon milta hai wo kisi nemat or rehmat se kam nahien hai" ka caption bhi diya.