Asalam u alikum
Corona virus new update in pakistan:
Pakistan mulk bhar mai corona virus mazeed 9 zindgian le gaya
Virus se halak hone walon ki tadaad 144 ho gai
Virua se shikar shuda afrad ki tadaad 7638 ho gai
Punjab mai mareezon ki tadaad 3504 ho gai hai
sindh mai 2355 ho gai hai
khaiber pakhton khuwah mai 1077 mareez is virus ka shika ho gaye hain
Balochistam mai 335 gilgit baldistan mai
205 islamabad mai 163
Or azad kashmir mai mreezon ki tadaad 48 hai
Pakistani awam in other country.
Corona lock down ki waja se mukhtlid mulkon mai 43000 pakistani phasse hua hain
Turkey bangladesh samat mumalik mai hain in mai talerm shuda tulba bhi shamil hain
Ab tak 2287 pakistanion ko watan wapis layaa gaya hai
Momin e khasoosi moeed yousef ne kaha k 6000 pakistanion ko wapis lane ka silsila shoro kiya jaye ga.
Thank you.
Regards to all.
0 Comments