Asalam u alikum
Bartania mai lock down 3 hafton k lia barha dia gaya.
Bartania mai jahan lock down ko saraha ja raha hai wahin mukhtalif shehron main gangdi k dher hukumat k lia new challange.
Bartania mai corona k cases 1 lakh se tajawuz kr gaye. 13 hazar se ziyada afrad luqma jal ban gaye.
Bartania mai hukumat ne mazeed 3 hafton ka izafaa kr dia.
Mukhtalif shehron mai gandgi k dher lag gaye jis ki waja se dosri bemarian peda ho e ka khatra hai.
Dosri janib bartania mai tibi amle ko khiraj e tehseen pesh krne k lia mukhtalif andaz apnaye ja rahe hain.
Bartania hukumat ne virus pr control pane tak lock down rahe ga is ka irada bhi kiya hai.
Bartania mai virus ke phelao ko rokne k lia intazamat mazeed sakht kr dia gaye.
Agar ab izafa hua to hukumti iqdamat pr sawalia (?) nishan hai.
Thank you.
Regards to all.
0 Comments